| Shree Vishnu Chalisa sung By Anuradha Ji Shree Vishnu Suniye Vinay, Sevak ki chit laye, Keerat Kuch Varnan Karoon, Dijiye gyan Batay. Namo Vishnu Bhagwan kharari, Kashat Nashavan Akhil Bihari; Prabal jagat mein shakti Tumhari, Tribhuvan phail rahi ujiari. Sunder roop manohar surat, saral swabhav mohini murat; tann par pitambar ati sohat, vaijanti mala man mohat. shankh Chakra kar gada biraje, dekhat daitya asur khal Bhaje; satya dharm mad lobh na gaje, kam krodh mad lobh na chaje. Santbhakt sajjan manranjan, danuj asur dushtan dal ganjan; sukh upjaye kasht sab bhanjan, dosh meetay karat jan sajjan. Pap kaat bhav sindhu utaaran, kasht naashkar bhakt ubaaran; karat anaek roop prabhu dhaaran, keval aap bhakti ke kaaran. Dharani denu ban tumahi pukara, tab tum roop Ram ka dhara; bhaar utaar asur dal Maara, Ravan aadik ko sanhara. Aap Varah roop banaya, Hiranyaksh ko maar giraya; dhar Matasya Tann Sindhu Mathaya, Chodaha Ratann ko Niklaya. Amilak asuran dvand machaya, Roop Mohini aap dikhaya; Devan ko Amrit paan karaya, asuran ko chavi se behlaya. Koorm roop dhar Sindhu machaya, Mandrachal giri turant uthaya; Shankar ka tum phand chudaya, bhasmasur ko roop dekhaya. Vedan ko jab asur dubaya, kar ke prabandh unhein dundhvaya; mohit Bankar khalhi nachaya, ushi kar se bhasm karaya. Asur jalandhar ati baldai, Shankar se un Keenh ladai; Haar Paar Shiv Sakal banai, Keen Sati se chal khal jai. Sumiran Keen tumhein Shivrani, Batlai sab vipat kahani; tab tum bane munishwar gyani, vrinda ... |